SALMAN KHAN

Tuesday, May 3, 2011

*****TWO LINES*****



----------^^^***** ^^^----------

Is bar mila to jee bhar ke cherein ge
Suna hay un ko gusse main lipat jane ki aadat hay


----------^^^***** ^^^----------



Tu wo zalim hai jo dil me reh kr b mera na ban saka ,
 Aur dil wo Kaafir hai jo mujh me Reh kr B tera ho gaya.


----------^^^***** ^^^----------

meray aansouounou ki fitrat bilkul tmharay jaisi hay
na tm rokay say ruktay ho ,na ye rokay say ruktay hein???


----------^^^***** ^^^----------

Qadam ruk se gaye hain phool biktey daikh ker sagar
wo aksar mujh sey kahta tha muhabbat phool jaisi hay ...



----------^^^***** ^^^----------

Tabdeeli Jab Bhi Aati Hae Moasam Ki Adaon Mein…
Kisi Ka Yun Badel Jana Bohat Hi Yaad Aata Hae….!



----------^^^***** ^^^----------

Main Ne Tere Osaaf Sey Mohabbat Ki Hai...
Kabhi To Tu Ney Bhi Mujhe Yaad Kia Ho Ga



----------^^^***** ^^^----------


Darta Hoon Kahi'n Mujh Ko Pagal Hii Na Ker Dale'n Raat,
Teri Yaadei'n Safar-e-Tanhai Aur Ye Khamoshi ...



----------^^^***** ^^^----------

Gar payaar ko kahtay hein tijaarat se alag shay
Kyun baat nikal aati hai phir sood o zayaan tak?



----------^^^***** ^^^----------


Main Doob ke Ubhra To Buss Itna Hi Dekha
Auron ki Tarha Tu Bhi kinare Pe khara Ha



----------^^^***** ^^^----------

Bana raha 'AZIYAT' tamam umar yahi ek sawal !
sab ka sath nibhaney waley khud kyu tanha hotey hain????





----------^^^***** ^^^----------
hum rakthy han taaluq to nibhaty han omer bher
hum say badla nhi jata ha mosmoon ke tarah,


----------^^^***** ^^^----------


teri talab ma jala dalay aashiyaane Mohsin,,
kahaan rahun main tere Dil mein ghar banane tak


----------^^^***** ^^^----------


Her lafz mein mohabbat,Her lafz mein duwa,,
Makrooz ker dia teray khalos ney hamein,,


----------^^^***** ^^^----------


Mohabbat ke aazmaesh k liye judai ke ik raat kaafi ha Ghalib
Subah tak jo zinda reh jayay wo parwaana nhi hota,,,,,,


----------^^^***** ^^^----------


keh dena US methi neend sony walay ko ay bad-e-saba,,,,
koi bhoot udaas ha terey bin subah k is pehar mein,,


----------^^^***** ^^^----------

Ay jo doobe hain meri aankhain ashkoon k dariya main,,
ay matti k putloon par BHAROSY ke saza hy,,,,


----------^^^***** ^^^----------



Wo uktaya sa rehta ha hamari wafaoon sy mohsin,,
ussy kehna hamain majbori ke mohabbat achi nahi lagti


----------^^^***** ^^^----------


Tum laakh karo tark-e-mohabbat ke naseehat Ghalib,
jo jaan say piyaray hon wo bhulay nahi jatay ,,,,


----------^^^***** ^^^----------


Shidat-e-dard say sharminda nahi mari wafa,,,,,,SAHIL,,,,,,
jin say rishty gehray hoon to wo zakham bhi gehray dety han,,



----------^^^***** ^^^----------


Ishaara to madad ka kar rah tha doobnay waala ,,,
magar yaaran-e-sahil ney issy salaam-e-alvida samjha,,


----------^^^***** ^^^----------


Hum rakhtay hain kuch munfarid he asloob-e-wafa,,,
saans to chhoot sakti ha magar daman-e-yaar nahi,,


----------^^^***** ^^^----------


Poocha jo unsey chand nikalta hai kis tarah?
ZulfOn kO rukh pe daal k jhatka diya, k yun..


----------^^^***** ^^^----------



jisko bhi dekha ussi ko mukhlis paya,,,,
bht fareeb diya hai meri nighahon ne mjhe….


----------^^^***** ^^^----------



Na chher qissa-e-ulfat bari lambi kahani hai,
Mai Zamaane se nahi haara kisi ki baat maani hai..!!


----------^^^***** ^^^----------



Mujhe Maloom Nahi K Meri Aankho ko Kyun Talash Kisi Ki Hai,,Mohsin
Usy Dekhta Hun To Manzil ka Gumaan Hota Hai..


----------^^^***** ^^^----------



Yeh Lehja, yeh Adawat yeh Tarz-e-Mohabbat Tumhara….
Samajh paon to Bikhar jaon, Na samjh0n to Ulajh jaon …


----------^^^***** ^^^----------



Bichar kay wO rOz milta hai mujhey Khuwab-e-Nagar main,,,
Agar ye nend naa hOti tu mar gay hOtay…..


----------^^^***** ^^^----------



Maza deti hain unko Zindagi ki thokrain…Mohsin….
Jinhain Naam-e-Khuda le ker Sambhal janay ki aadat ho.


----------^^^***** ^^^----------



Aye Sanam Teri Muhabbat Ka Suroor Itna Tha Key..
Hosh Hi Na Raha K Rusva Ho Rahe They Hum!!


----------^^^***** ^^^----------



Suna hOga tumne kisi se ,,Sb,ke Dard ki ek Hadd hOti hai,
Milo humse ke hum akser us hadd ke paar jatey hain


----------^^^***** ^^^----------


Na jaane kyun gale se lipat kar rone laga jab hum barson baad mile,
Jaate hue jis ne kaha tha.. “K Tum Jese Laakhon Milenge…!!!


----------^^^***** ^^^----------


Tere khuloos ne barbaad kr diya hy
Fareb dety to kab k Sambhal Gaye Hote



----------^^^***** ^^^----------



“Kisi ko jorney mai itnay magan thy hum…Mohsin…
hosh tab aya jab apnay Wajood k tukrey Dekhay”


----------^^^***** ^^^----------


Main to na tha uska talabgar kabhi bhi ‘Mohsin’.
Kashish hi us mein kuch aisi thi, ke zidd bangaya wo meri…!


----------^^^***** ^^^----------


Bachoon Si Tabiaat Hai Hum Ehl-e-Mohabbat Ki
Zid Krna,Machal Jana, phir Khud Hi sambhal jana.



----------^^^***** ^^^----------



Bardasht Nhi Hoti Ab Mujh Sy Ye Sharakat,,,
Tu Mujh Ko Yad Rakh Ya Dunya Ko Bhool Ja..


----------^^^***** ^^^----------***((((()))))***----------^^^***** ^^^----------


No comments:

Post a Comment